dinon ko saalon me badalte der na lagi,
saalon ko har din gin gin kar jiyaa hai maine,
baaton ko yaadein bante der na lagi
yaadon ko kahani kisse bana kar likha hai maine
sawaalon ko mohabbat bante der na lagi,
ishq ko har raat ashq banaa kar rakha hai maine …
Lovely but Sad …
they say
Jo ashk na gira aankhon se Uski kimat kya hogi …
take care of yourself
lovely thought…
tanhai ko mehfil bante der na lagi
kuch iss tarah teri yaadon ko seencha hai maine…
ghaav ko zakhm hote der na lagi
roz tere gham mein khud ko piyaa hai maine…